SHIFT FOCUS !!

SHIFT FOCUS !! A little “lyrical contamination” ..and the perspective changes !!

I just came across a “sad” poem (Hindi) some time back.

Thought of just playing around with some words..and it actually shifted the focus..perspective perhaps.

Chk out..as the poem changes from a “sad and hopeless” one to one full of confidence and ultimate achievement !!

The original version:

—————————–

Rab ne mujhe todaa hai..

Sab ne mujhe chhoda hai..

Jaane ab aur kya khona hai..

Kis aur baat pe rona hai..

The “positively” contaminated version 🙂

———————————————————

Rab ne mujhe todaa hai..

ke toot ke bikhruun..aur keh sakoon rab ka paighaam har dishaa mein..

Sab ne mujhe chhoda hai ..

ke pakadtay to bandh jaataa main bhi unkee hee see roz-marra ki zindagi mein..

Jaane ab aur kya khona hai..

ke khud ko hee kho diya..aur ab to bas khuda hee hona hai..

Kis aur baat pe rona hai ..

ke jo tootaa tha ..wo to bas khilaunaa hai..aur khilaunon ke liye rona bhi kya ronaa hai 😛 😛

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s